Social media k liye ab waqt aur jaga ki pabandi nahi, ye hamari masroof zindagi k liye sb se bari asani hai. Humen taza tareen waqiyat se aagahi hasil hoti hai aur tamam makatib -e- fikar k khiyalat se aagahi milti hai. Hum ye keh sakte hain k social media ne humen sahuliyat mayaser ki hain lakin sirf ye kehna theek b nai hoga k isi social media ne hamari zindagion mai buray asrat b mortab kiye hain jahan social media ne humem dur daraz rehne walon k qareeb kia hai wahin humen apno se dur b kar dia hai kyun k hum social media ki duniya mai is tarha khote ja rahe hain k hum apne ghar walon se dur hote ja rahe hain. Hum apna qeemti waqt Facebook, Youtube, Twitter wagera jesi sites ko dene lage hain is k elawa social media mai chalne wali khabron aur afwahon ne humen depression mai dal dia hai.
If you are looking for best urdu essays for 2nd year and other similar grades and classes, you can now download these notes here in pdf. Zahid notes provides you with the notes collected from various sources.
Media K Asrat Urdu Essay
Download: https://vittuv.com/2vK0Th
2ff7e9595c
Comments